Sunday, January 15, 2012

Dard-e-Dil sunaane se mehfil kaha sajti hai,
Lakho minnatein karne se manzil kaha milti hai....
Socha tha ek tera saath ho to duniya se ladh lenge,
Par shayad bhul gaye the khwaabo se taqdeer kaha banti hai....